Lata Mangeshkar - Aaja Sar E Bazaar Şarkı Sözleri
Lata Mangeshkar şarkıcısının popüler şarkılarından Aaja Sar E Bazaar şarkısının sözlerini sizlerle paylaşıyoruz.
aaja aaja aaja aaja
aaja sar e bazaar tera pyar bik raha hai
aaja sar e bazaar tera pyar bik raha hai
inkaar bik raha hai ikraar bik raha hai
aaja sar e bazaar tera pyar bik raha hai
inkaar bik raha hai ikraar bik raha hai
rasm e wafa jahan men badnaam ho rahi hai
parda nasheen haseena nilaam ho rahi hai
nilaam ho rahi hai
galiyon men aaj us ka deedar bik raha hai
aaja sar e bazaar tera pyar bik raha hai
inkaar bik raha hai ikraar bik raha hai
duniya meri wafa ki keemat laga rahi hai
meri jawaan mohabbat aansoo baha rahi hai
aansoo baha rahi hai
ashkon se jo bana hai woh haar bik raha hai
aaja sar e bazaar tera pyar bik raha hai
inkaar bik raha hai ikraar bik raha hai
ulfat men jis ko dil ki har aarzoo se seencha
furkat men jis ko hum ne apne lahoo se seencha
apne lahoo se seencha
ab ke bahaar men woh gulzaar bik raha hai
aaja sar e bazaar tera pyar bik raha hai
inkaar bik raha hai ikraar bik raha hai
aaja sar e bazaar tera pyar bik raha hai
aaja aaja aaja aaja aaja aaja.......
Lata Mangeshkar - Aaja Sar E Bazaar Şarkı Sözüne Yorum Yaz
Lata Mangeshkar - Aaja Sar E Bazaar Şarkı Sözüne Yapılan Yorumlar
Lata Mangeshkar - Aaja Sar E Bazaar Şarkı Sözüne henüz yorum yapılmamış. Lata Mangeshkar - Aaja Sar E Bazaar şarkı sözüne ilk yorumu siz yaparak katkıda bulunabilirsiniz.;
Diğer Lata Mangeshkar Şarkı Sözleri
- Lata Mangeshkar - Aaja Sanam Madhur Chandni Men
- Lata Mangeshkar - Aao Tumhen Chand Pe Le Jayen
- Lata Mangeshkar - Aapki Nazron Ne Samjha
- Lata Mangeshkar - Aisa Des Hai Mera
- Lata Mangeshkar - Ajeeb Daastaan Hai Yeh
- Lata Mangeshkar - Ankhiyon Ko Rehne De
- Lata Mangeshkar - Arey Hai Hai Yeh Majboori
- Lata Mangeshkar - Aye Mere Watan Ke Logon
- Lata Mangeshkar - Bol Mere Malik
- Lata Mangeshkar - Chal Kahin Door Nikal Jayen