Lata Mangeshkar - Ho Gaya Hai Tujhko To Pyar Sajna Şarkı Sözleri
Lata Mangeshkar şarkıcısının popüler şarkılarından Ho Gaya Hai Tujhko To Pyar Sajna şarkısının sözlerini sizlerle paylaşıyoruz.
Na jaane mere dil ko kya ho gaya
Abhi to yahin tha, abhi kho gaya
Na jaane mere dil ko kya ho gaya
Abhi to yahin tha, abhi kho gaya
Ho gaya hai tujhko to pyaar sajna
Laakh kar le tu inkaar sajna
Dildaar sajna, hai yeh pyaar sajna
Aah aah aah aah, aah aah aah, aah aah aah Ho gaya hai tujkho to pyaar sajna
Laakh kar le tu inkaar sajna
Dildaar sajna, hai yeh pyaar sajna
Dekha na tune mudke bhi peeche
Kuch der to main ruka tha
Jab dil ne tujhko rokna chaaha
Door tu jaa chuka tha You had gone too far away
Hua kya?
Na jaana
Yeh dil kyoon
Deewana
Ho gaya hai tujkho to pyaar sajna
Laakh kar le tu inkaar sajna
Ho gaya hai tujkho to pyaar sajna
Laakh kar le tu inkaar sajna
Dildaar sajna, hai yeh pyaar sajna
Ae waqt ruk jaa, tham jaa, thaher jaa
Waapas zara daud peeche
Main chhod aayi khud ko jahan pe
Woh reh gaya mod peeche
Kahan main
Kahan tu
Yeh kaisa
Hai jaadu
Arre ho gaya hai tujhko to pyaar sajna
Laakh kar le tu inkaar sajna
Ho gaya hai tujhko to pyaar sajna
Laakh kar le tu inkaar sajna
Dildaar sajna, hai yeh pyaar sajna
Na jaane mere dil ko kya ho gaya
Abhi to yahin tha, abhi kho gaya, kho gaya .
Lata Mangeshkar - Ho Gaya Hai Tujhko To Pyar Sajna Şarkı Sözüne Yorum Yaz
Lata Mangeshkar - Ho Gaya Hai Tujhko To Pyar Sajna Şarkı Sözüne Yapılan Yorumlar
Lata Mangeshkar - Ho Gaya Hai Tujhko To Pyar Sajna Şarkı Sözüne henüz yorum yapılmamış. Lata Mangeshkar - Ho Gaya Hai Tujhko To Pyar Sajna şarkı sözüne ilk yorumu siz yaparak katkıda bulunabilirsiniz.;
Diğer Lata Mangeshkar Şarkı Sözleri
- Lata Mangeshkar - Aaja Sanam Madhur Chandni Men
- Lata Mangeshkar - Aaja Sar E Bazaar
- Lata Mangeshkar - Aao Tumhen Chand Pe Le Jayen
- Lata Mangeshkar - Aapki Nazron Ne Samjha
- Lata Mangeshkar - Aisa Des Hai Mera
- Lata Mangeshkar - Ajeeb Daastaan Hai Yeh
- Lata Mangeshkar - Ankhiyon Ko Rehne De
- Lata Mangeshkar - Arey Hai Hai Yeh Majboori
- Lata Mangeshkar - Aye Mere Watan Ke Logon
- Lata Mangeshkar - Bol Mere Malik