Udit Narayan - Main Yahaan Hoon Şarkı Sözleri
Udit Narayan şarkıcısının popüler şarkılarından Main Yahaan Hoon şarkısının sözlerini sizlerle paylaşıyoruz.
Jaanam, dekh lo, mit gayi dooriyaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan.
Jaanam, dekh lo, mit gayi dooriyaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
Jaanam, dekh lo, mit gayi dooriyaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
Kaisi, sarhadein, kaisi majbooriyaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
Tum chhupa na sakogi main woh raaz hoon
Tum bhoola na sakogi woh andaaz hoon
Goonjta hoon jo dil mein toh hairaan ho kyun
Main tumhaare hi dil ki toh awaaz hoon
Sun sako, toh suno, dhadkanon ki zabaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
Kaisi, sarhadein, kaisi majbooriyaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
Main hi main ab tumhaare khayaalon mein hoon
Main jawaabon mein hoon, main sawaalon mein hoon
Main tumhaare har ek khwaab mein hoon basa
Main tumhaari nazar ke ujaalon mein hoon
Dekhti, ho mujhe, dekhti ho jahaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
Jaanam, dekh lo, mit gayi dooriyaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
Kaisi sarhadein, kaisi majbooriyaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahan.
Udit Narayan - Main Yahaan Hoon Şarkı Sözüne Yorum Yaz
Udit Narayan - Main Yahaan Hoon Şarkı Sözüne Yapılan Yorumlar
Udit Narayan - Main Yahaan Hoon Şarkı Sözüne henüz yorum yapılmamış. Udit Narayan - Main Yahaan Hoon şarkı sözüne ilk yorumu siz yaparak katkıda bulunabilirsiniz.;
Diğer Udit Narayan Şarkı Sözleri
- Udit Narayan - Aakhir Tumhe Aana Hai
- Udit Narayan - Ae Ajnabi
- Udit Narayan - Ae Dil Hame Itna Bata
- Udit Narayan - Cheez Badi
- Udit Narayan - Deewana Main Chala
- Udit Narayan - Dholi Dhol Baja
- Udit Narayan - Dholida
- Udit Narayan - Dil Ne Yeh Kaha Hai Dil Se
- Udit Narayan - Dil Ne Yeh Kaha Hain Dil Se
- Udit Narayan - Ghar Se Nikhalte