Chaliya duniya de wakhre rang
Aashiq hunde ne mast malang
Chhaliya duniya de wakhre rang
Aashiq hunde ne mast malang
Ishqan da chakka ghoome
Naal naal duniya ghoome
Darda dasroor sab nu pasand
Jale bujhe gire uthe
Ude chale par lage
Ishaq mushak lad chale badhe
Badhta hi jaaye jaaye
Ishaq chaliya
Jale bujhe gire uthe
Ude chale par lage
Ishaq mushak lad chale badhe
Badhta hi jaaye jaaye
Ishaq chaliya
Behti mehkash mein aise behta sa sama
Oho jalti chandini ho jaise ho ho o
Chamki chakachaondh se ishq da ki laina
Oho sajti saari duniya mein
Hai ishq sa koyi gehna
Unchi udaan
Jeete jaban anmol yaariyan
Laakhon ki laali, jag saara maati
Yaar mera sona
Jale bujhe gire uthe
Ude chale par lage
Ishaq mushak lad chale badhe
Badhta hi jaaye jaaye
Ishaq chaliya
Jale bujhe gire uthe
Ude chale par lage
Ishaq mushak lad chale badhe
Badhta hi jaaye jaaye
Ishaq chaliya
Khushiyan daulaton mein
Tole saara zamana
Tu hi hai mera khazana ho oh
Milte raaston mein hai
Mili manzil jaise tu
Jag ki jageeron se mujhe haasil aise tu
Tujhko talaash, tujhko tarash
Sab kuchh kama liya
Vaade wafayein na aazmayein
Nuksaan ya nafa
Lad rahe, lad rahe
Sang rahe bas chale
Palak palak mil akele
Badhe badhta hi jaaye jaaye
Ishaq chaliya
Vaada tujhe sang leke rang leke
Duniya se alag dhal jaaun
Paaun aise badhta hi jaaye jaaye
Ishaq chaliya
Sohneya kar na main tera khayal
Rakhna tainu saari umar samhal
Sohneya kar na main tera khayal
Rakhna tainu saari umar samhal
Ek pyar jo hona tera
Tere naal jo laya phera
Ban jaana hun main tere rang
Jale bujhe gire uthe
Ude chale par lage
Ishaq mushak lad chale badhe
Badhta hi jaaye jaaye
Ishaq chaliya
Jale bujhe gire uthe
Ude chale par lage
Ishaq mushak lad chale badhe
Badhta hi jaaye jaaye
Ishaq chaliya
Sachet Tandon - Ishaq Chaliya Şarkı Sözüne henüz yorum yapılmamış. Sachet Tandon - Ishaq Chaliya şarkı sözüne ilk yorumu siz yaparak katkıda bulunabilirsiniz.;