Kishore Kumar - Tere Jaisa Yaar Kahan (from yaarana) Şarkı Sözleri
Kishore Kumar şarkıcısının popüler şarkılarından Tere Jaisa Yaar Kahan (from "yaarana") şarkısının sözlerini sizlerle paylaşıyoruz.
Tere jaisa yaar kahan
Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana
Tere jaisa yaar kahan
Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana
Meri zindagi sawaari
Mujhko gale lagake
Baitha diya falak pe
Mujhe khaat se oothake
Meri zindagi sawaari
Mujhko gale lagake
Baitha diya falak pe
Mujhe khaat se oothake
Yaara teri yaari ko
Maine to khuda mana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana
Mere dil ki yeh dua hai
Kabhi door tu na jaaye
Tere bina ho jeena
Woh din kabhi na aaye
Mere dil ki yeh dua hai
Kabhi door tu na jaaye
Tere bina ho jeena
Woh din kabhi na aaye
Tere sung jeena yahan
Tere sung mar jaana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana
Tere jaisa yaar kahan
Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana
Kishore Kumar - Tere Jaisa Yaar Kahan (from "yaarana") Şarkı Sözüne Yorum Yaz
Kishore Kumar - Tere Jaisa Yaar Kahan (from "yaarana") Şarkı Sözüne Yapılan Yorumlar
Kishore Kumar - Tere Jaisa Yaar Kahan (from "yaarana") Şarkı Sözüne henüz yorum yapılmamış. Kishore Kumar - Tere Jaisa Yaar Kahan (from "yaarana") şarkı sözüne ilk yorumu siz yaparak katkıda bulunabilirsiniz.;
Diğer Kishore Kumar Şarkı Sözleri
- Kishore Kumar - Aise Na Mujhe (from "darling Darling")
- Kishore Kumar - Amar Akbar Anthony (from "amar Akbar Anthony")
- Kishore Kumar - Bachna Ae Haseeno
- Kishore Kumar - De De Pyaar De
- Kishore Kumar - Dil Aaj Shayar Hai (from "gambler")
- Kishore Kumar - Dil Kya Kare
- Kishore Kumar - Dilbar Jani Chali Hawa Mastani
- Kishore Kumar - Dillagi Ne Di Hawa (from "dostana")
- Kishore Kumar - Dilruba Aa Meri Bahon Mein
- Kishore Kumar - Ek Hasina Thi Ek Diwana Tha